1
00:00:06,000 --> 00:00:09,250
NETFLIX PRASTUT KARTA HAI

2
00:02:20,500 --> 00:02:22,910
Kar kya rahi theen tum? Bevaqoof.

3
00:02:25,160 --> 00:02:26,620
Kuchh kaam kar rahi thi.

4
00:02:29,870 --> 00:02:30,950
Pandrah minute se khada hoon!

5
00:02:31,250 --> 00:02:32,160
Maaf karna.

6
00:02:36,000 --> 00:02:39,080
Mujhe bahaane nahin pasand.
Aage se yaad rakhna.

7
00:02:39,450 --> 00:02:40,250
Nahin banaaungi, maafi.

8
00:03:59,830 --> 00:04:01,450
Boss, sardard ho raha hai?

9
00:04:11,000 --> 00:04:13,290
Nahin ladna toh, rehne do?

10
00:06:15,750 --> 00:06:17,790
Shukriya tumne meri bachchi ko bacha liya.

11
00:06:22,370 --> 00:06:23,330
Shukriya.

12
00:06:36,080 --> 00:06:37,750
Shukriya.

13
00:06:37,830 --> 00:06:38,830
Shukriya.

14
00:07:50,080 --> 00:07:52,660
Tum yahaan? Andar aa jao.

15
00:07:59,080 --> 00:08:01,330
Isi ne uss bachche ko bachaya tha?

16
00:08:02,700 --> 00:08:04,700
Haan, yahi hai vo.

17
00:08:05,750 --> 00:08:08,410
Mujhe nahin pata tha ye itni chhoti hogi.

18
00:08:10,000 --> 00:08:11,910
Haan, chhoti aur patli.

19
00:08:15,580 --> 00:08:17,660
Chhote ladke jaisi dikhti hai.

20
00:08:19,950 --> 00:08:21,950
Haan, kaagazon mein iski lambaai
ek aadh inch badha dena.

21
00:08:23,250 --> 00:08:24,660
Vo maen dekh loongi.

22
00:08:26,200 --> 00:08:27,580
Iski kuchh photo leni padengi.

23
00:08:40,370 --> 00:08:43,290
Bas karo.

24
00:08:44,870 --> 00:08:45,910
Kitni kheenchogi, kaafi hain.

25
00:15:35,450 --> 00:15:36,790
Mr. Chiang.

26
00:15:37,950 --> 00:15:39,330
Koi zaroori kaam tha?

27
00:15:48,950 --> 00:15:52,290
Haan. Aisi takleef kisi ko na ho.

28
00:16:58,950 --> 00:17:01,700
Yahi vo ladki hai
jiske paas shaktiyaan hain.

29
00:17:01,830 --> 00:17:03,040
Chaliye koshish karte hain.

30
00:24:12,830 --> 00:24:13,790
Boss suno!

31
00:24:15,580 --> 00:24:17,040
-Suno boss!
-Haan?

32
00:24:23,620 --> 00:24:25,830
Mr. Chiang, ab toh aap theek hain na?

33
00:24:32,700 --> 00:24:33,660
Badi achchhi baat hai.

34
00:24:34,830 --> 00:24:36,540
Aap vaakai achchhi neend soye hain.

35
00:24:37,870 --> 00:24:39,540
Aap 18 ghante baad jaage hain.

36
00:24:49,750 --> 00:24:52,330
Vo yahaan nahin hai.
Usey dhoondhkar laati hoon.

37
00:24:54,250 --> 00:24:56,950
Tab tak chaahein toh aap kuchh kha lijiye.

38
00:24:58,330 --> 00:25:01,120
Jaldi haath chalaao,
yahaan sab jalne vaala hai.

39
00:25:01,200 --> 00:25:02,790
Bas abhi la raha hoon.

40
00:25:04,200 --> 00:25:06,410
Maene itni mushkil dish banaane ke liye
bola bhi nahin.

41
00:25:06,500 --> 00:25:07,950
Haan, jaanta hoon.

42
00:25:08,870 --> 00:25:11,790
-Ye ho gaya hai.
-Ho bhi gaya? Aata hoon.

43
00:25:11,870 --> 00:25:13,660
Aao aur ismein jheenga daalo.

44
00:25:15,870 --> 00:25:18,450
-Thoda aur kaato, ye kum padega.
-Theek hai.

45
00:25:18,540 --> 00:25:20,660
Itne saare logon ke liye
itna sa kaafi nahin hai.

46
00:26:13,950 --> 00:26:17,290
-Jaldi karo aur meetha lekar aao.
-Theek hai, laata hoon.

47
00:26:17,370 --> 00:26:18,750
-Jaldi.
-Haan, theek hai.

48
00:26:18,830 --> 00:26:21,660
Kelon ko zyada na talna.
Zyada pak gaye toh bekaar ho jayenge.

49
00:26:21,750 --> 00:26:22,790
Jaisa aap kahein.

50
00:27:17,500 --> 00:27:19,750
Tum yahaan kya kar rahe ho? Jao kaam karo.

51
00:27:19,830 --> 00:27:21,450
-Haan theek hai, kar raha hoon.
-Jaldi karo.

52
00:28:19,330 --> 00:28:22,290
Uparvaale, ismein meri koi ghalati nahin.

53
00:28:24,200 --> 00:28:25,790
Mere paas aur koi raasta nahin.

54
00:28:27,870 --> 00:28:29,910
Mujhe bas meri beti vaapas chahiye.

55
00:29:03,950 --> 00:29:05,080
Badey khushkismat ho.

56
00:29:06,700 --> 00:29:08,200
Markar chhutkara toh mila.

57
00:29:12,870 --> 00:29:14,450
Tumhein mera aakhiri salaam.

