1
00:01:22,958 --> 00:01:26,208
Huzoor, hamara Iqbal abhi tak
jail se kahan chhoota?

2
00:01:29,166 --> 00:01:32,625
Huzoor, ab yaad aa gaya
to Iqbal ko jail se riha kara lein.

3
00:02:29,500 --> 00:02:32,416
-Kaun aaya hai?
-Maa, Taj Baba aaye hain.

4
00:04:14,708 --> 00:04:16,208
Ye hai mehmanon ka kamra.

5
00:04:17,250 --> 00:04:20,000
Kaisi mehman, aate hi ghar tod diya.

6
00:04:20,833 --> 00:04:22,875
Ye kothe ka nahi kothi ka kamra hai.

7
00:04:24,291 --> 00:04:27,041
Ye pasand nahin aaya,
toh naukron ka kamra bhi hai.

8
00:04:27,125 --> 00:04:29,500
Kothi ke peeche. Wahaan chalna hai?

9
00:04:39,875 --> 00:04:41,833
Tumhari tameez kaa kya, Taj Baba?

10
00:04:42,583 --> 00:04:44,500
Mamu jaan ko ghar se nikal diya.

11
00:04:45,250 --> 00:04:47,166
Wo bhi ek parai ladki ke khatir.

12
00:08:09,208 --> 00:08:12,375
Ye Heeramandi waliyan
badi sikhi-sikhai hoti hai.

13
00:08:12,458 --> 00:08:16,125
Bachpan mein gudiyon se khelti hain,
jawani me ladkon ke saath.

14
00:08:16,208 --> 00:08:19,583
Kuchh bhi kah.
Tajdar Baba isse bahut pyar karte hain.

15
00:08:19,875 --> 00:08:20,875
Nawabon ka kya hai?

16
00:08:21,875 --> 00:08:25,416
Nayi chadar ko kuchh din bistar par
bichhate hain, phir chhodh dete hain.

17
00:08:31,375 --> 00:08:34,416
Taj Baba, lagta hai barish hone wali hai.

18
00:10:01,166 --> 00:10:03,875
Aaj aap akele hi khaaie.
Unhein bukhar hai.

19
00:10:06,000 --> 00:10:08,208
Na. Doctor ko kya karna hai?

20
00:10:08,875 --> 00:10:12,333
Ye to ishq ka bukhar hai.
Itni jaldi nahin jaayega.

21
00:11:24,708 --> 00:11:28,666
TAJ

22
00:21:09,333 --> 00:21:11,750
-Aap hame huzoor banayengi?
-Chup kar, kambakht.

23
00:24:41,416 --> 00:24:48,375
ZEENAT - MAHILAON KE LIBAS

24
00:25:05,875 --> 00:25:09,000
Tu bhi na, Phatto,
tera vazan badhta jaata hai,

25
00:25:09,083 --> 00:25:10,541
kurta khulta jaata hai.

26
00:25:12,125 --> 00:25:14,833
Le, itni baarish ho rahi hai,

27
00:25:15,041 --> 00:25:17,166
lagta hai jaise asmaan ro raha hai.

28
00:25:17,250 --> 00:25:19,583
Zaroor kisi sachche ka dil toota hoga.

29
00:25:55,250 --> 00:25:56,291
Saima kahan hai?

30
00:25:57,166 --> 00:25:59,750
Chai pee le, beta. Garmahat aayegi.

31
00:26:21,083 --> 00:26:24,958
Huzoor, mujhe Saima ke saath
shaadi karne ka

32
00:26:25,458 --> 00:26:26,791
ek mauka aur de do.

33
00:26:27,208 --> 00:26:29,916
Bhagwan kasam,
main saare paise le aaoonga.

34
00:26:30,000 --> 00:26:34,000
Mujhe pata hai aap sabko
meri vajah se bahut takleef hui hai.

35
00:30:44,958 --> 00:30:47,000
Ye lo. Tumhara khat.

36
00:30:49,958 --> 00:30:52,458
Kahti hai wo kabhi nahin aayegi
tumhaare kamre mein.

37
00:30:54,583 --> 00:30:57,166
Ab hans kyon rahe ho?
Bataoge kya karna hai?

38
00:31:04,916 --> 00:31:07,500
Ye le. Ise pakad. Yeh jawaab diya hai.

39
00:31:13,375 --> 00:31:14,708
Maine nahin faada hai.

40
00:31:15,000 --> 00:31:17,375
Mujh par bharosa nahi hai,
to upar ja ke poochh le unse.

41
00:38:06,958 --> 00:38:10,375
Dost? Bashir bhai?

42
00:41:46,291 --> 00:41:47,583
Aur kya saaman rakhana hai?

43
00:41:48,250 --> 00:41:50,541
La. Is rumaal ko bhi rakh doon.

44
00:41:58,000 --> 00:42:01,333
Iska bas chale, to asmaan mein bhi
Tajdaar-Aalam likh de.

45
00:42:01,416 --> 00:42:02,708
Tu samaan baandh, kambakht.

46
00:42:02,791 --> 00:42:05,000
Tajdaar Baba kaazi ko lekar aate honge.

47
00:42:07,708 --> 00:42:10,125
Udhar bahut thand padti hai.
Garm kapde kahan hain?

48
00:42:23,500 --> 00:42:25,333
Tu kidhar chali? Yahin ruk.

49
00:42:25,416 --> 00:42:27,833
Nikah ke din dulha-dulhan
ek-dusare ko nahi dekhate hain.

50
00:42:28,375 --> 00:42:29,541
Jaldi-jaldi chai bana.

51
00:42:46,958 --> 00:42:48,208
Aap aise andar nahi aa sakte.

52
00:42:49,000 --> 00:42:50,458
Aap yahan kya kar rahe hain?

53
00:42:51,958 --> 00:42:53,416
-Ye kya kar rahe ho?
-Hato!

54
00:42:53,833 --> 00:42:55,166
Kya kar rahe ho?

55
00:42:55,500 --> 00:42:56,875
Ye kya ho raha hai?

56
00:42:58,916 --> 00:43:00,833
Aapke pair padti hun, Sahab ji.
Shadi ka ghar hai.

57
00:43:02,750 --> 00:43:03,958
Roko un logon ko!

58
00:56:34,625 --> 00:56:36,375
SAMVAAD ANUVAADAK Shrey Ravi

