1
00:04:23,600 --> 00:04:26,720
Main Bhavesh Mehta, Work From Home
company se baat kar raha hoon.

2
00:04:27,240 --> 00:04:29,200
Aapne kaam ke liye apply kiya tha?

3
00:04:29,280 --> 00:04:31,680
Haan, mujhe data entry ka kaam
chaahiye tha.

4
00:04:31,760 --> 00:04:32,680
Jee, madam.

5
00:04:32,760 --> 00:04:34,440
Haan, form-filling ka hi kaam hai.

6
00:04:34,520 --> 00:04:37,360
-Aur…
-Mujhe sab aataa hai. Salary kinti hogi?

7
00:04:37,440 --> 00:04:40,440
Madam, aapki salary hafte ki 25,000 hogi.

8
00:04:40,520 --> 00:04:43,960
Aur aap mahine me ek laakh tak
bhi kamaa sakti hain.

9
00:04:49,960 --> 00:04:52,160
Bas aapko aapke Aadhaar card ki photo

10
00:04:52,640 --> 00:04:56,200
aur maatr 15,000 online deposit
karne honge.

11
00:04:56,280 --> 00:04:58,960
Naa. Tumhein deposit kyon chahiye?

12
00:04:59,040 --> 00:05:02,800
Madam, hum aapko company ke
portal par kaam karne denge.

13
00:05:02,880 --> 00:05:05,760
Aur aapke paas 15 din ka samay hai.

14
00:05:06,240 --> 00:05:08,160
Aur chintaa mat kariye, bahan ji.

15
00:05:08,960 --> 00:05:10,840
Agar aap naukri chhodti hain,

16
00:05:11,360 --> 00:05:13,440
toh aapko aapke paise waapas mil jaayenge.

17
00:05:13,520 --> 00:05:14,640
Bilkul aasaan hai.

18
00:05:14,720 --> 00:05:16,360
Pakkaa paise waapas mil jayenge naa?

19
00:05:16,440 --> 00:05:19,680
-Jee madam, bilkul pakkaa.
-Theek hai.

20
00:37:03,640 --> 00:37:05,640
SAMVAAD ANUVAADAK: Sreeja Nair

